Thursday, January 24, 2019

Long Distance Relationship


Long  Distnace Relationship ek aesa pyaar jisme apko karna hota hain khub sara intazaar

Is tarah ke pyaar main hona syd us bhawre ki tarh hain jo  chah  kar bhi apne pasandida phool  par beth nahi skata..

Us barsaat ke us madhak ki tarh hain jo barsaat se pahle zameen pe aa  nhi sakta.
Or kabhi to aesa lgta hain jese smandr ke beech fasi ek naav ho jsime chhed ho or vo doob rhi ho, or use  usme bethe navik ko use doobne se bachna ho thik whi haal apka hota hain..jab apko long relationship nibhana hota hain.

Is tarh ke pyaar main ghnto phone calls ka intzaar hota hain kiski ka chehra apke jismo jahaan main bassa jata hain..or apko uske chehre se milne ka intzaar hota hain. Agar apke phone ki battery dead ho rhi ho to aap charger ke pass jake baat krne ko taiyaar hote ho.

Suno ab Jo insaan time ko paise se important manta hain..kuch ghanto ka safar kr kuch minto ke liye is chehra ka didaar ho jata hain. Par muskil to tb ho jaati hain ki vo window sheet par bethi mujhe dekh to rahi hoti hain  par uska aana mumkin na ho pata hain.
Par itni muskilo ke baad bhi mera yeh dil uske dil par aitbaar karta hai mujhe bhi nahi pta yar koi kyu kisi se itna pyaar karta hain.

Or main har hfte khata hu mera dil masum hain kyuki jb main apne dil se puchta hu koi kyu kisi se itna pyaar krta hain, toh mera dil kuch kehta hain.

Yeh jo milne ki talab hain or bichhdne na gam,
Yeh jo milne ki talab hain or bichhdne na gam,
Ek dusre main khoye hain ,do jism  ek ruh ban chuke hum
Is kaynaath ko bhi in dono ke milna ka intzaar hota hain,
Mano ya na mano mano ya na mano,
Ki Long distance relationship hi sachha pyaar hota hain
Long distance relationship hi sachha pyaar hota hain



Sunday, September 30, 2018

Duniya main kisi ki Kuch Alg baat


Aaj  fir se beth gya hu, yeh kalam ko ungliyo main leke
Or soch rha hu, kuch keh du is kalam ko thora fislake
To likhta hu duniya ki baat jo bas soch rhi hain apni khud ki baat
Koi uddr ko chlta hain, to koi iddr ko dekhta nahi ,
Par han yeh smart phone hain sabhi ke hath main,
Or jisko rakhte hain us lmbi si dori ko kanno main uljake.
Chadte gye uttr te gaye, par pta hain kya, yeh nhi badlte  
Ab  ek din ki baat hain, jo baat us kanya ke sath hain,
Voh bhi aese hi sbka sath di hue thi, tabhi ek chehre ki jhalk samne unko dikhi thi
Meri bhi ek nazar us par padi,  fir dursi nazar us chahre pe padi,
Maze ki baat ab yeh hai,
 ki ab smart phone pr nazar kisi ki nahi,
Nazro ki taka jhaki ki alwa abhi kuch bhi nahi
Tabhi kya hua, dheere se dori ko bhi unhone door htaya,
Or aghe kuch interesting se pal ka luft utaya.
To kya hua vo dono is azeeb se duniya ki dikhwat se kuch alg kiye
Jisse abhi sbdo main hi smitana  achha nahi,
Or batau bhi kyu, yeh sach main bahut alg sa tha
Or jise byna krne ka awsar bas abhi mujhme tha
To ab aap bhi kuch aesa awasar bnaye or thora kuch alg sa safar bnaye
To main bhi appe kuch likhu, or apko bhi apni story main samil karu
To aaj ki baat abhi itni hi, Or pdo kitni hi,
Aata hu kuch palo main leke kuch is sangrho main.

Thursday, August 2, 2018

तुम्हारी किताब

मैं तुम्हारी किताब को इस कदर पढ़ता हू, की मुझे उसका हर एक चॅप्टर याद रहे,

पर हर चैप्टर की प्रशनावली को सॉल्व करते , कुछ प्रशन इस कदर कठिन हो जाते हैं,

की वो सॉल्व करते और उलझ जाते हैं,

पर मेरे पास किताब तो एक ही हैं, और उसी का सहारा हैं.

और रही बात किताब की, उसे तो मैं संभाल के रखता हू,

उपर उसके कवर चढ़ा के रखता हू, और एक प्यारा सा चिट चिपका के रखता हू

कभी वो दिनभर मेरे बैग मैं रहती, कभी वो टेबल मैं अकेले रहती

देर रात तक उसी के साथ गप्पे लडाऊ, सुबह उठते गुड मॉर्निंग भी उसी को बोलू

अब कभी उसका कोई पेज मूड़ भी जाए, तो किताब तो रूठी ही जाती है

और पेज सीधा होने पर भी, थोड़ी से में ही मान भी जाती है

चलो माना कभी वो फिर रठती है, जब उसे कभी मैं भूल जाऊ पढ़ना

पर उसे भी भी पता होना चाहिए, आज तक उसी मैं हुआ है लिखना पढ़ना

और हाँ मुझे भी लगता हैं, उसे बस मेरा ही सहारा हैं

मगर पढ़ते भी बहुत होंगे उस को, पर पढ़ना मेरा ही प्यारा है

तो सारी उमर मैं ही उसे पढु, ना मुझसे रूठे वो और ना मैं रुठु.

Main Or Meri Kitaab

Main Tumhari kitab ko is Kadar Padta hu, Ki Mujhe uska Har ek chapter yaad rahe,
Par har chapter ki prashanawali ko solve krte , kuch prashan is kadar kathin ho jaate hain,
Ki vo solve karte or ulajh jaate hain,
Par mere pass kitab to ek hi hain, Or usi ka sahara hain.
Or rahi baat kitab ki, use to main sambhaal ke rakhta hu,
Uppr uske cover chhada ke rakhta hu, Or ek pyara sa chit chipka ke rakhta hu
Kabhi vo dinbhar mere bag main rahati, kabhi vo table main akele rahti
Der raat tak usi ke sath gappe ladau, subhah uathate good morning bhi usi ko bolu\
Ab kabhi uska koi page mudh bhi jaye, Tto kitab to ruthi hi jaati hai
Or page sidha hone par bhi, thori se main hi maan jaati hai
Chalo mana kabhi vo fir ruthati hai, jab use kabhi main bhul jau padhna
Par use bhi bhi pta hona chahiye, aaj tak usi main hua hai likhna padhna
Or han mujhe bhi lagta , use bas mera hi sahara hain
Magar padhate bhi bahut honge useko, par padhna mera hi pyara
To Sari umar main hi use padu, na mujhse rithe vo or na main ruthu.

Pankaj Belwal 

Saturday, July 28, 2018

Zindagi to Hain Jo Sath Hain

Yeh Zindagi hain jo Zindagi main hi Dikhati hai
Yu to Log koste hai ise per yehi to hai jo ant tak sath rhti hain

Tum Haso ya chahe rovo yeh bhi whi krti hain
Akhir Zinagi toh hain jo achhe se tumhe samjhti hain

Guzara Zamana Guzre Din Yeh Sab Smbhal ke Rkhati hain
Par aanewala sab kuch chhupa ke rakhti hain

Yeh koi film nhi jo 3 ghante main puri ho jay
Yeh koi serial nhi jo 100 episode main puri ho jay
Yeh to Zindagi hain jo bs Zindagi ke sath hi khatm hoti hain
Naam kar bhi lo kuch ya badnam ho bhi jao kuch
Log hi to yaad rkhte hain or sabko sunate hain
Par naam suuna tb tk ki accha hain jb rk zindagi hain
To bs Zinadgi hain Jo bs Zinadgi hi hain.

Yu to rang bhi bahut hai zindagi ke,
Jo dikhte hai har mod pe,
kabhi hoti hai khusi main laal peeli
to kbhi dukh main dkhati kaali bhuri
humsa har rang main hoti hai sameel
chahe dusre apne ho ya na isme sameel
To ye to bs Zindagi hain jo bs Zindagi main hi rhti hai
Or deti hai sath sbka jab tak hai insan zinda
To bs fir se yeh hain
Yeh Zindagi hain jo Zindagi main hi Dikhati hai




...........................................To be continued.......

Wednesday, June 6, 2018

Bas ban JaTi Hai


Sochata hu is Khoobsurati ko kuch inam du
Inam main kuch sabdo ki bochhar du
Ye ankhe ye hoth or ye zulfe kamal h
Mashallah ye to dhamal hain
Gar de izazt to chhu kr dekhu
Na m lgta nhi kisi ki mazal hai
();




Yu hotho ko hme dikhya na karo
Dilo ki Dhadkano ko jgya na kro
Akhir hm bhi to insan hain
Hamre bhi kuch armaan hai
Socha kisi or k liye bacha k rakhu
Chlo chodo tumari m hi nwochhar hai

();




Dil ki baatein ye pta nhi kb bahar ayege
Samne dekh kb jazbaat bahar ayenge.
Filhal to dekh ki hi ankhe khusnuma ho chuki
Ab dil se b kahu mt ho dukhi
Le le khusboo ho ja khusi
();